Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMain Aur Mera Bhai (1961)
HomeMain Aur Mera Bhai (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho bikhar jana haaye bikhar jana bikhar jana haaye bikhar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana har ada teri kamaal mukhda chaand ki misaal chalti morni ki chaal jaane kyu na dil ka haal badgumaan thodi der hi thehar jana ho thehar jana haaye thehar jana thehar jana haaye thehar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ye duppata jaali daar pehane motiyun ka haar halka halka ye singaar aaye kis tarah na pyaar ye bahaar uspe ye tera sanwar jana ho sanwar jana haaye sanwar jana sanwar jana haaye sanwar jana ho gori ho gori ho gori zulm kare julf ka bikhar jana ho gori zulm kare julf ka bikhar jana aankh mein hasi guroor husn ke nashe mein choor dekhna ye door door humse kya hua kasoor haaye raam le ke dil tera mukar jana ho mukar jana haaye mukar jana mukar jana haaye mukar jana
insaan kitne yug beete yoonhi raha naadaan yoonhi raha naadaan moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan bhagwan bure bhale ka gyaan rakhe na bure bhale ka gyaan rakhe na apna ganwaaye dekho naam naam naam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan aap hi chun chun kaante boye saare kul ki laaj duboye paap ko man ka bojh na jaane dharti pal pal phoot ke royee dharti pal pal phoot ke roye kaisa zamaana aaya raam raam raam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan dukh bhi jhele dard bhi paaye phir bhi paapi baaj na aaye pag pag bhatke raah na soojhe man ka andhera badhta jaayee man ka andhera badhta jaaye khoya ujaala chhaayi shaam shaam shaam re moorakh hai insaan bhagwan moorakh hai insaan
main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho main abhi gair hoon dil ki dhadkan ki tarah dil mein basi rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho kya kahun tum ko agar jaan e tamanna na kahun main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho main abhi gair hoon yun na dekho ke meri saans ruki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai meri nazron ko mere dil ka taqaaza na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho haay mar jaayenge raaz kyun raaz rahe iski zarurat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai ham to kehte hain hamein shauq se deewaana kaho main abhi gair hoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gori Zulm Kare Zulf Ka Main Aur Mera Bhai (1961) 03:04 16100
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:04   Song Number : 16100   

Insaan Kitne Yug Beete Main Aur Mera Bhai (1961) 03:14 39373
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 39373   

Main Abhi Gair Hoon Main Aur Mera Bhai (1961) 03:29 38277
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Duration : 03:29   Song Number : 38277